SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitam-e-aam"
Sher MATCHES FOR "sitam-e-aam"
Sher
sitam-e-garmii-e-sahraa mujhe ma.aluum na thaa
KHushk ho jaa.egaa dariyaa mujhe ma.aluum na thaa
Kamal Jafari
Sher
paiGaam-e-lutf-e-KHaas sunaanaa basant kaa
dariyaa-e-faiz-e-aam bahaanaa basant kaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
ho gayaa ma.amuur aalam jab kiyaa darbaar-e-aam
taKHliya chaahaa to duniyaa saaf KHaalii ho ga.ii
Muneer Shikohabadi
Sher
Jigar Moradabadi
Sher
Zafar Kamali
Sher
kise KHabar thii KHizaa.n qatl-e-aam kar degii
tumhaare naam se khilte hu.e gulaabo.n kaa
Ahmad Muneeb
Sher
chhup chhup ke jo aataa hai abhii merii galii me.n
ik roz mire saath sar-e-aam chalegaa
Abdul Hamid Adam
Sher
chalne kii ijaazat hai faqat teG-e-ravaa.n ko
qaatil kii galii rahguzar-e-aam nahii.n hai
Jaleel Manikpuri
Sher
Kausar Niyazi
Sher
terii marzii gar isii me.n hai ki ho diidaar-e-aam
ham ne aa.nkho.n par qadam saare zamaane ke liye