SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitam-e-aam"
Ghazal MATCHES FOR "sitam-e-aam"
Ghazal
daGaa fareb sitam qatl-e-‘aam kyaa-kyaa hai
amiir-e-shahr bataa teraa kaam kyaa-kyaa hai
Khalid Azmi
Ghazal
ai zulf phail phail ke ruKHsaar ko na Dhaa.nk
kar niim-roz kii na shah-e-mulk-e-shaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
us ke sitam hii kam hai.n jo auro.n kaa naam luu.n
hai aasmaa.n shariik na is me.n zamii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Om Prakash Laghar
Ghazal
kyaa ye TuuTe hu.e paimaane liye baiThe ho
baada-nosho sitam-e-aam kii kuchh baat karo
Arshad Siddiqui
Ghazal
ye baat sach hai yahaa.n guftuguu avaam se hai
magar adab ko guzargaah-e-aam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
kamaal-e-fan hai qatl-e-'aam us kaa
vo shiishagar hai aahan-gar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
bichha.D ke shaam rahii tuul-e-umr tak goyaa
Thahar gayaa thaa jo lamha vo phir kahaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
chup the jo but savaal ba-lab bolne lage
Thahro ki qaus-e-barq-o-lahab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
is qadar bhii ko.ii baato.n me.n na aa.e ai dil
un kii har baat bajaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n