SEARCH RESULTS
Showing search results for "slum"
Sher MATCHES FOR "slum"
Sher
Syed Sarosh Asif
Sher
Azhar Naqvi
Sher
duniyaa me.n 'bahr' kaun ibaadat-guzaar hai
saum-o-salaat daaKHil-e-rasm-o-rivaaj hai
Imdad Ali Bahr
Sher
Safar Naqvi
Sher
gum-sum saa kha.Daa hai ko.ii darvaaza-e-dil par
is shaam kaa manzar to dil-aavez bahut hai
Afroz Alam
Sher
mai.n bhii gum-sum thaa ko.ii baat na karne paayaa
us ke ho.nTo.n pe bhii jaise ko.ii pahraa dekhaa
Bagh Husain Kamal
Sher
chup chup makaan raaste gum-sum niDhaal vaqt
is shahr ke liye ko.ii diivaanaa chaahiye
Nida Fazli
Sher
kiyaa hu.aa hai use deiting ne itnaa slim
so us kii pics ko ham zoom kar ke dekhte hai.n
Badr Muneer
Sher
taariik saraabo.n kii chakaa-chau.nd me.n gum-sum
thaa saKHt musalmaan mai.n iimaan se pahle