SEARCH RESULTS
Showing search results for "slum"
Ghazal MATCHES FOR "slum"
Ghazal
chup chup makaan raaste gum-sum niDhaal vaqt
is shahr ke liye ko.ii diivaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
gum-sum kha.Dii hai.n dono.n jahaa.n kii haqiiqate.n
mai.n un se kah rahaa huu.n mujhe yaad kiijiye
Saghar Siddiqui
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
dukh hii aisaa thaa ki 'mohsin' hu.aa gum-sum varna
Gam chhupaa kar use ha.nste hu.e aksar dekhaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
jaan kar kiije taGaaful ki kuchh ummiid bhii ho
ye nigaah-e-Galat-andaaz to sum hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
Faragh Rohvi
Ghazal
jaane mai.n kyaa soch ke chup huu.n gum-sum huu.n
jaane kyaa vo soch ke vaapas aa.ii hai
Wasi Shah
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
mai.n paiGambar nahii.n huu.n phir bhii mujh me.n
ka.ii gum-sum sahiife bolte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
baiThe the 'shu.uur' aaj mire paas vo gum-sum
mai.n kho.e hu.e thaa na unhe.n paa.e hu.e thaa
Anwar Shuoor
Ghazal
ham muznibo.n me.n sirf karam se hai guftuguu
mazkuur zikr yaa.n nahii.n saum-o-salaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Urfi Aafaqi
Ghazal
shaam saahil pe gum-sum sii baiThii hu.ii
aur dariyaa me.n sonaa bikhartaa hu.aa
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
gum-sum havaa ke pe.D se lipTaa hu.aa huu.n me.n
katbe pe apne haath se likkhaa hu.aa huu.n mai.n