SEARCH RESULTS
Showing search results for "store"
Sher MATCHES FOR "store"
Sher
kah rahaa hai shor-e-dariyaa se samundar kaa sukuut
jis kaa jitnaa zarf hai utnaa hii vo KHaamosh hai
Natiq Lakhnavi
Sher
meraa shor-e-Garqaabii KHatm ho gayaa aaKHir
aur rah gayaa baaqii sirf shor dariyaa kaa
Saleem Ahmed
Sher
dil se baahar nikal aanaa mirii majbuurii hai
mai.n to is shor-e-qayaamat me.n nahii.n rah saktaa
Zafar Iqbal
Sher
is shor-e-talaatum me.n ko.ii kis ko pukaare
kaano.n me.n yahaa.n apnii sadaa tak nahii.n aatii
Shakeb Jalali
Sher
'saudaa' kii jo baalii.n pe gayaa shor-e-qayaamat
KHuddaam-e-adab bole abhii aa.nkh lagii hai
Mohammad Rafi Sauda
Sher
zaraa saa shor-e-baGaavat uThaa aur us ke ba.ad
vaziir taKHt pe baiThe the aur jail me.n ham
Shozeb Kashir
Sher
Amn Lakhnavi
Sher
Qalaq Merathi
Sher
Iftikhar Aazmi
Sher
har ek aa.nkh me.n aa.nsuu har ek lab pe fuGaa.n
ye ek shor-e-qayaamat saa kuu-ba-kuu kyaa hai
Fasih Akmal
Sher
zindaa.n me.n aachaanak hai ye kyaa shor-e-salaasil
ye 'saalik'-e-bebaak kaa maatam to nahii.n hai
Salik Lakhnavi
Sher
Natiq Gulavthi
Sher
qulqul-e-miinaa sadaa naaquus kii shor-e-azaa.n
ThanDe ThanDe diidanii hai garmii-e-baazaar-e-sub.h
Riyaz Khairabadi
Sher
ahvaal mere shor-e-salaasil ke sun rafiiq
jaise ravaa.n-davaa.n ko.ii dariyaa qafas me.n hai
Ahmar Nadeem
Sher
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Sher
Moid Rasheedi
Sher
fitrat kaa agar shor-e-hasii.n Gaur se suniye
phir asl mohabbat ke hai.n haqdaar parinde