SEARCH RESULTS
Showing search results for "store"
Ghazal MATCHES FOR "store"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vahshat-e-KHvaab-e-adam shor-e-tamaashaa hai 'asad'
jo maza jauhar nahii.n aa.iina-e-ta.abiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shor-e-pand-e-naaseh ne zaKHm par namak chhi.Dkaa
aap se ko.ii puuchhe tum ne kyaa mazaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jalva zaar-e-aatish-e-dozaKH hamaaraa dil sahii
fitna-e-shor-e-qayaamat kis ke aab-o-gil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jaane kis rang se aa.ii hai gulistaa.n me.n bahaar
ko.ii naGma hii nahii.n shor-e-salaasil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ha.ngaama garm-kun jo dil-e-naa-subuur thaa
paidaa har ek naale se shor-e-nushuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shor-e-rusvaa.i-e-dil dekh ki yak-naala-e-shauq
laakh parde me.n chhupaa par vahii uryaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shor-e-tiflaa.n bhii nahii.n hai na raqiibo.n kaa hujuum
lauT aa.o ye ko.ii aur galii lagtii hai
Saleem Ahmed
Ghazal
ik shab na use laa.e kuchh rang na dikhlaa.e
ik shor-e-qayaamat hii naalo.n ne uThaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
vo sham.a bujh ga.ii thii to kohraam thaa tamaam
dil bujh ga.e to shor-e-azaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
dil se baahar nikal aanaa mirii majbuurii hai
mai.n to is shor-e-qayaamat me.n nahii.n rah saktaa
Zafar Iqbal
Ghazal
har chand shor-e-mahshar ab bhii hai dar pe lekin
niklegaa yaar ghar se hovegaa jab tamaashaa