SEARCH RESULTS
Showing search results for "surdas ki varta hari ray ebooks"
Sher MATCHES FOR "surdas ki varta hari ray ebooks"
Sher
ye to ik rasm-e-jahaa.n hai jo adaa hotii hai
varna suuraj kii kahaa.n saalgirah hotii hai
Unknown
Sher
ye chaa.nd saa chehra hai ki suuraj kii kiran hai
zulfe.n hai.n tirii raat suhaanii hai ki kyaa hai
Syed Yasir Gilani
Sher
Irfan Sattar
Sher
suuraj ko ye Gam hai ki samundar bhii hai paayaab
yaa rab mire qulzum me.n ko.ii sail-e-ravaa.n aur
Himayat Ali Shayar
Sher
suuraj se us kaa naam-o-nasab puuchhtaa thaa mai.n
utraa nahii.n hai raat kaa nashsha abhii talak
Bharat Bhushan Pant
Sher
mirii nazar me.n vahii mohnii sii muurat hai
ye raat hijr kii hai phir bhii KHuub-suurat hai
Khalilur Rahman Azmi
Sher
ye baadshaah nahii.n hai faqiir hai suuraj
hamesha raat kii jholii se din nikaaltaa hai
Anjum Barabankvi
Sher
raat kaaTe nahii.n kaTtii hai kisii suurat se
din to duniyaa ke bakhe.Do.n me.n guzar jaataa hai
Mumtaz Mirza
Sher
vo to kahiye aaj bhii zanjiir me.n jhankaar hai
varna kis ko yaad rah jaatii hai diivaano.n kii baat
Wamiq Jaunpuri
Sher
tuu bhii to haTaa jism ke suuraj se a.ndhere
ye mahkii hu.ii raat bhii mahtaab-ba-kaf hai
Izhar Asar
Sher
Aziz Qaisi
Sher
Abul Mujahid Zahid
Sher
surma jo nuur baKHshe hai aa.nkho.n ko KHalq kii
shaayad ki raah-e-yaar kii hii KHaak dhuul ho
Meer Taqi Meer
Sher
guftuguu kii tum se aadat ho ga.ii hai varna me.n
jaantaa huu.n baat kartii hai kahii.n tasviir bhii
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Sher
kis dard se raushan hai siyah-KHaana-e-hastii
suuraj nazar aataa hai hame.n raat ga.e bhii
Fuzail Jafri
Sher
dil ko Gam raas hai yuu.n gul ko sabaa ho jaise
ab to ye dard kii suurat hii davaa ho jaise
Hosh Tirmizi
Sher
Anjum Irfani
Sher
kisii kii raah me.n aane kii ye bhii suurat hai
ki saaya ke liye diivaar ho liyaa jaa.e