SEARCH RESULTS
Showing search results for "taal-se-taal"
Sher MATCHES FOR "taal-se-taal"
Sher
Gyanendra Vikram
Sher
Khursheed Rizvi
Sher
sau tah se numuudaar ho ubhraa hu.aa jauban
ye dil nahii.n jis ko ko.ii aa.nchal me.n chhupaa le
Jaleel Manikpuri
Sher
saro.n se taaj ba.De jism se abaa.e.n ba.Dii
zamaane ham ne tiraa intiKHaab dekh liyaa
Anjum Khaleeq
Sher
armaan vasl kaa mirii nazro.n se taa.D ke
pahle hii se vo baiTh ga.e mu.nh bigaa.D ke
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
Bashir Badr
Sher
us kii tah se kabhii daryaaft kiyaa jaa.uu.ngaa mai.n
jis samundar me.n ye sailaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Sher
uThuu.n dahshat se taa mahfil se us kii
itaab us kaa hai har ik ham-nashii.n par
Hasrat Azimabadi
Sher
hairat se tak rahaa hai jahaan-e-vafaa mujhe
tum ne banaa diyaa hai mohabbat me.n kyaa mujhe
Saghar Nizami
Sher
ham muttafiq nahii.n hai.n majbuur hai.n so tai hai
saahil tiraa muqaddar Thahraa bha.nvar hamaaraa
Ahmad Sageer
Sher
meraa qaatil jo mire KHuun se tar lagtaa hai
sar uThaa.e to hai sharminda magar lagtaa hai
Qamar Rais Bahraichi
Sher
jab se judaa hu.aa hai vo shoKH tab se mujh ko
nit aah aah karnaa aur zaar zaar ronaa
Meer Hasan
Sher
daaman-e-sabr ke har taar se uThtaa hai dhu.aa.n
aur har zaKHm pe ha.ngaama uThaa aaj bhii hai
Baqar Mehdi
Sher
aate hu.e is tan me.n na jaate hu.e tan se
hai jaan-e-makii.n ko na lagaavaT na rukaavaT
Sahir Dehlavi
Sher
azal se taa-ba-abad ek hii kahaanii hai
isii se ham ko na.ii daastaa.n banaanii hai
Kalidas Gupta Raza
Sher
lagte hii haath ke jo khii.nche hai ruuh tan se
kyaa jaane.n kyaa vo shai hai us ke badan ke andar
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
hastii se taa-adam hai safar do qadam kii raah
kyaa chaahiye hai ham ko sar anjaam ke liye