SEARCH RESULTS
Showing search results for "taal-se-taal"
Ghazal MATCHES FOR "taal-se-taal"
Ghazal
tamaam umr milaa.ii junuu.n kii taal se taal
ye giit sab se kahaa.n gungunaayaa jaataa hai
Shariq Kaifi
Ghazal
dushman ke tanz ko bhii saliiqe se Taal de
apne mazaaq-e-tab.a kii aisii misaal de
Masoom Sharqi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ba.Daa gumaan hai vaa'do.n pe Taal rakkhaa hai
huzuur aap ke Taale se Tal rahaa hai ko.ii
Aamir Azher
Ghazal
Khursheed Rizvi
Ghazal
kyuu.n apne pahaa.Do.n ke siino.n ko jalaate ham
KHatra to mohabbat ke ik phuul se Tal jaataa
Zehra Nigaah
Ghazal
ruKH bijliyo.n ne mo.D liyaa suu-e-aashiyaa.n
aa.ii hu.ii balaa mire gulshan se Tal ga.ii
Gauhar Shaikh Purwi
Ghazal
jaltaa rahaa havaa.o.n ke aage miraa charaaG
ik saaneha thaa maa.n kii du.aa.o.n se Tal gayaa
Qamar Suroor
Ghazal
lahja bigaa.D kar na kisii se kalaam kar
nafrat bhii ho agar to saliiqe se Taal de