SEARCH RESULTS
Showing search results for "taale"
Sher MATCHES FOR "taale"
Sher
Bashir Badr
Sher
dil ko KHudaa kii yaad tale bhii dabaa chukaa
kam-baKHt phir bhii chain na paa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Sher
Bashir Badr
Sher
ye daur vo hai ki baiThe raho charaaG-tale
sabhii ko bazm me.n dekho magar dikhaa.ii na do
Khursheed Rizvi
Sher
zamiin paa.nv tale hai na aasmaa.n sar par
pa.De hai.n ghar me.n ka.ii log be-gharo.n kii tarah
Najmi Siddiqui
Sher
log jaise bhii ho.n pairo.n ke tale rakhte hai.n
itnaa aasaa.n nahii.n hotaa hai zamiin honaa dost
Inaam azmi
Sher
qadam uThaa hai to paa.nv tale zamii.n hii nahii.n
safar kaa ranj hame.n KHvaahish-e-safar se hu.aa
Amjad Islam Amjad
Sher
vasl kii raat KHushii ne mujhe sone na diyaa
mai.n bhii bedaar rahaa taale-e-bedaar ke saath
Jaleel Manikpuri
Sher
Azhar Faragh
Sher
sadiyo.n se mire paa.nv tale jannat-e-insaa.n
mai.n jannat-e-insaa.n kaa pataa Dhuu.nDh rahii huu.n
Ada Jafarey
Sher
shabnam kii hai a.ngiyaa tale a.ngiyaa kii pasiina
kyaa lutf hai shabnam tah-e-shabnam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Sher
raste se mirii ja.ng bhii jaarii hai abhii tak
aur paa.nv tale zaKHm kii vahshat bhii vahii hai