SEARCH RESULTS
Showing search results for "taale"
Nazm MATCHES FOR "taale"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham mahkuumo.n ke paa.nv-tale
jab dhartii dha.D-dha.D dha.Dkegii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intisab
duusrii maaliye ke bahaane se sarkaar ne kaaT lii hai
jis kii pag zor vaalo.n ke paa.nv-tale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tum apne husn kii ra.anaa.iyo.n pe rahm karo
vafaa fareb hai tuul-e-havas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
aaj tak surKH o siyah sadiyo.n ke saa.e ke tale
aadam o havvaa kii aulaad pe kyaa guzrii hai?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main aur tu
vaqt diivaar kaa saathii hai na saa.e kaa rafiiq
aur ab sa.ng-o-gil-o-KHisht ke malbe ke tale
Ahmad Faraz
Nazm
shikast
rah gayaa dab ke giraa.n-baar salaasil ke tale
merii darmaa.nda javaanii kii uma.ngo.n kaa KHarosh
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ko phir se ulaTne palaTne lage hai.n
ye un ke tale Gam kii chi.ngaariyaa.n paa sake.nge
Noon Meem Rashid
Nazm
mujhe sochne de
nau-e-insaa.n me.n ye sarmaaya o mehnat kaa tazaad
amn o tahziib ke parcham tale qaumo.n kaa fasaad
Sahir Ludhianvi
Nazm
mera safar
jab fasl-e-KHizaa.n ko laa.e.ngii
rah-rau ke javaa.n qadmo.n ke tale
Ali Sardar Jafri
Nazm
ek taswir-e-rang
is se kyaa faa.eda ra.ngiin libaado.n ke tale
ruuh jaltii rahe ghultii rahe pazhmurda rahe
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindan ki ek subh
jaag is shab jo mai-e-KHvaab tiraa hissa thii
jaam ke lab se tah-e-jaam utar aa.ii hai'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wirsa
sai.nka.Do.n paa.nv kaTe tab kahii.n ik ziina banaa
tere qadmo.n ke tale yaa mire qadmo.n ke tale