SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaqcho.n"
Sher MATCHES FOR "taaqcho.n"
Sher
ye taaqcho.n me.n rakhe sab charaaG suuraj hai.n
agar vo chaa.nd saa chehra hamaaraa ho jaa.e
Haris Bilal
Sher
kaun taaqo.n pe rahaa kaun sar-e-raahguzar
shahr ke saare charaaGo.n ko havaa jaantii hai
Ahmad Faraz
Sher
Farhat Ehsas
Sher
dekhaa use to aa.nkh se aa.nsuu nikal pa.De
dariyaa agarche KHushk thaa paanii taho.n me.n thaa
Nasir Zaidi
Sher
amiir-e-shahr ke taaqo.n me.n jalne vaale charaaG
ujaale kitne gharo.n ke sameT laate hai.n
Unknown
Sher
kahaa.n mai.n abhii tak nazar aa sakaa huu.n
KHudaa jaane kitnii taho.n me.n chhupaa huu.n
Dil Ayubi
Sher
ik dil-lagii se jaan bhii chhuuTii to ahtamaam
mai.n apnii zindagii ke taqaazo.n se mar gayaa
Ahtamam Sadiq
Sher
tujh ko sukuu.n nahii.n hai to miTTii me.n Duub jaa
aabaad ik jahaan zamii.n kii taho.n me.n hai
Afzal Minhas
Sher
Aslam Mahmood
Sher
Habeeb Moosavi
Sher
zinda rahne ke taqaazo.n ne mujhe maar diyaa
sar pe 'jaaved' ajab ahd-e-masaa.il aayaa
Nazar Javed
Sher
Dilawar Figar
Sher
ga.e the ham bhii bahr kii taho.n me.n jhuumte hu.e
har ek siip ke labo.n me.n sirf regzaar thaa
Ambar Bahraichi
Sher
ham musalsal rahe gardish kii taho.n ke andar
is jahaa.n me.n na ko.ii dost hamaaraa niklaa