SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaqcho.n"
Ghazal MATCHES FOR "taaqcho.n"
Ghazal
laakh aa.ndhii chale KHayaabaa.n me.n
muskuraate hai.n taaqcho.n me.n ka.nval
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Azeem Kamil
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
badal badal ke charaaG rakkhe hai.n taaqcho.n par
qubuuliyat kii na aa.ii saa.at mujhe ijaazat
Sayeed Ashar
Ghazal
ye taaqcho.n me.n rakhe sab charaaG suuraj hai.n
agar vo chaa.nd saa chehra hamaaraa ho jaa.e
Haris Bilal
Ghazal
vo aa.ii aur vahii.n taaqcho.n me.n phuul rakhe
jo mai.n ne nazr ke patthar pe jaanvar rakkhaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
mai.n vo faqiir huu.n jis ko dilo.n ke taaqcho.n me.n
KHudaa qubuul hai KHauf-e-KHudaa qubuul nahii.n
Nawed fidaa sattii
Ghazal
tirii bhalaa.ii kii KHaatir mujhe utaaraa gayaa
mujhe lapeT ke kap.Do.n me.n taaqcho.n me.n na Daal
Shabbir Nazish
Ghazal
Parveen Sultana Saba
Ghazal
ye kaun taaqcho.n se uThaa le gayaa charaaG
kuchh suujhtaa nahii.n hai ajab tiirgii hai ab
Sadiqa Fatimi
Ghazal
ka.ii charaaG ka.ii taaqcho.n me.n raushan the
kamaal ye thaa vahaa.n sar-phirii havaa chup thii
Imran Azeem
Ghazal
tirii bhalaa.ii kii KHaatir mujhe utaaraa gayaa
mujhe lapeT ke kap.Do.n me.n taaqcho.n me.n na Daal
Shabbir Nazish
Ghazal
phaTe phaTe se hai.n diide dariicha-o-dar ke
ki taaqcho.n ne havaa.o.n se lau lagaa lii hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Qasim Hayat
Ghazal
tirii fikr ke hasii.n taaqcho.n me.n sajaa hu.aa
tirii KHalvato.n kaa KHayaal huu.n mire kuuza-gar
Amar Ruhani
Ghazal
Ali Haidar Alvi
Ghazal
kahii.n pe ko.ii du'aa taaqcho.n me.n Duub ga.ii
to shaam-e-shahr-e-safar ne bahut malaal kiyaa