SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahsiin"
Sher MATCHES FOR "tahsiin"
Sher
daad-o-tahsiin kii bolii nahii.n tafhiim kaa naqd
shart kuchh to mire bikne kii munaasib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Sher
tahsiin ke laa.eq tiraa har sher hai 'akbar'
ahbaab kare.n bazm me.n ab vaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Sher
Tahseen Firaqi
Sher
hu.e zaliil to izzat kii justujuu kyaa hai
kiyaa jo ishq to phir paas-e-aabruu kyaa hai
tahseen dehlvi
Sher
sat.h-e-dariyaa kaa ye saffaak sukuu.n hai dhokaa
ye tirii naav kisii vaqt Dubo saktaa hai
Tahseen Firaqi
Sher
mujh saa anjaan kisii mo.D pe kho saktaa hai
haadsa ko.ii bhii is shahr me.n ho saktaa hai
Tahseen Firaqi
Sher
bahaar ab ke jo guzrii to phir na aa.egii
bichha.Dne vaale bichha.Dte samay ye kah ga.e hai.n
Tahseen Firaqi
Sher
mai.n kahaa.n aur kahaa.n shaa.erii mai.n ne to faqat
majlis-e-sher bapaa kii to tumhaare liye kii
Tahseen Firaqi
Sher
phir us kii yaad ne dastak dil-e-hazii.n par dii
phir aa.nsu.o.n me.n nihaa.n us ke KHad-o-KHaal hu.e
Tahseen Firaqi
Sher
Fayyaz tahseen
Sher
ye tai hu.aa hai ki sher o adab ke paimaane
hamaare shahr kaa ik yak-fanaa hii tai karegaa
Tahseen Firaqi
Sher
Fayyaz tahseen
Sher
ye abr-e-nau hamaare kisii kaam kaa nahii.n
un ko pasand hii nahii.n baarish me.n bhiignaa