SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahsiin"
Nazm MATCHES FOR "tahsiin"
Nazm
chand nasihaten
KHush-mizaajii saa zamaane me.n ko.ii jaaduu nahii.n
har ko.ii tahsii.n kahe aisii tabii.at chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
apnii yaktaa.ii kii tahsii.n me.n rahe
is alaav ko sadaa raushan rakho
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj ke munafiq
mukaalima hai junuu.n se to aql se bhii kalaam
labo.n pe naara-e-tahsiin zehn me.n dushnaam
Nasira Zuberi
Nazm
pattharon ka mughanni
ishq ke saaz par jab hu.aa zaKHma-zan
shor-e-tahsii.n me.n KHud us kii aavaaz dab sii ga.ii
Waheed Akhtar
Nazm
haq-kesh ki fariyaad
tahsiin ke taalib nahii.n ausaaf-e-KHudaa-daad
aafaaq hilaa detii hai haq-kesh kii fariyaad
Bebak Bhojpuri
Nazm
jaane wale ka nauha
mujhe jaane vaale kaa Gam to nahii.n hai
ki jaanaa muqaddar hai
Fayyaz tahseen
Nazm
shahr ki galiyan charaghon se bhar gain
aur sabz aurat kii niilii aa.nkho.n me.n
tahsiin kii naqadii talaash karne lagaa
Jawaz Jafri
Nazm
hum apne aap se kitne ziyaada hain
hamaare zehn kii is arsh-paimaa.ii ke kyaa kahne
ham apne zehn ke baare me.n jab bhii sochte hai.n
Tahseen Firaqi
Nazm
samajh mein kuchh nahin aata
anhonii bhii ho jaatii hai
honii yuu.nhii hote hote rah jaatii hai
Fayyaz tahseen
Nazm
pagal
ai daad-o-tahsiin kii KHvaahish
hiiro.n kaa to kaam hai aa.nkhe.n KHiira karnaa
Abrarul Hasan
Nazm
aurat
tuu ki har ruup me.n hii be-bas-o-majbuur rahii
phir bhii tahsiin ke laa.eq hai teraa azm-e-javaa.n