SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajziyaa"
Sher MATCHES FOR "tajziyaa"
Sher
Majid Deobandi
Sher
paayaan-e-kaar KHatm hu.aa jab ye tajziya
mai.n ne kahaa huzuur to bole ki shukriya
Dilawar Figar
Sher
Ameer Minai
Sher
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Sher
mu.nh me.n vaa.iz ke bhii bhar aataa hai paanii aksar
jab kabhii tazkira-e-jaam-e-sharaab aataa hai
Bekhud Dehlvi
Sher
mai.n apne ghar me.n huu.n ghar se ga.e hu.o.n kii tarah
mire hii saamne hotaa hai tazkira meraa
Muzaffar Warsi
Sher
tazkira dehli-e-marhuum kaa ai dost na chhe.D
na sunaa jaa.egaa ham se ye fasaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Sher
abhii to us kaa ko.ii tazkira hu.aa bhii nahii.n
abhii se bazm me.n KHushbuu kaa raqs jaarii hai
Afzal Allahabadi
Sher
tere biimaar-e-mohabbat kii ye haalat pahu.nchii
ki haTaayaa gayaa takiya bhii sirhaane vaalaa
Shad Azimabadi
Sher
mirii Gazal me.n kisii bevafaa kaa zikr na thaa
na jaane kaise tiraa tazkira nikal aayaa
Rajesh Reddy
Sher
paa.nv jab simTe to raste bhii hu.e takiya-nashii.n
boriyaa jab tah kiyaa duniyaa uThaa kar le ga.e
Shahab Jafri
Sher
kisii badan kii sayaahat niDhaal kartii hai
kisii ke haath kaa takiya thakaan khii.nchtaa hai