SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajziyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tajziyaa"
Nazm
tajziya
mai.n tujhe chaahtaa nahii.n lekin
phir bhii jab paas tuu nahii.n hotii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
pahle apnaa tajziya karne pe uksaayaa mujhe
phir natiija-KHeziyo.n ko be-zabaanii de gayaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
jab kabhii un kii jafaa.o.n kii shikaayat kii hai
tajziya apnii vafaa kaa bhii kiyaa hai mai.n ne
Qamar Moradabadi
Mazahiya
paayaan-e-kaar KHatm hu.aa jab ye tajziya
mai.n ne kahaa huzuur to bole ki shukriya
Dilawar Figar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tajziyaa"
Ghazal
mai.n ne kahaa ki tajziya-e-jism-o-jaa.n karo
us ne kahaa ye baat supurd-e-butaa.n karo
Sirajuddin Zafar
Ghazal
KHalish jigar me.n hai aur tajziya hai aa.nkho.n kaa
ba.De saliiqe se dete hai.n Gam-gusaar fareb
Majid Ali Kavish
Ghazal
so.e hu.e kare.nge 'malaal' us kaa tajziya
is KHvaab-gaah me.n ko.ii bedaar ho gayaa
Sagheer Malal
Ghazal
Majid Deobandi
Sher
Majid Deobandi
Ghazal
aate-jaate mausamo.n kaa rang nazro.n me.n rahe
kaun manzar kis tarah hai tajziya karte raho
Shabnam Naqvi
Ghazal
raqam hu.aa huu.n yaqiin o qayaas dono.n me.n
kare to kaise kare meraa tajziya ko.ii
Hakeem Manzoor
Ghazal
agar na dard se is dil ko aashnaa karte
Gam-e-hayaat kaa kis tarah tajziyaa karte