SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhtii"
Sher MATCHES FOR "takhtii"
Sher
Amjad Islam Amjad
Sher
Sibt Ali Saba
Sher
ab tuu darvaaze se apne naam kii taKHtii utaar
lafz na.nge ho ga.e shohrat bhii gaalii ho ga.ii
Iqbal Sajid
Sher
dhuup kii TuuTii hu.ii taKHtii pe baarish ne likhaa
ghar ke andar baiTh kar mausam kaa andaaza na kar
Aziz Nabeel
Sher
lamha-ba-lamha paa.nv se lipTii hai.n hijrate.n
kaise lagaate naam kii taKHtii makaan par
Moin Shadab
Sher
hamaare naam kii taKHtii bhii un pe lag na sakii
lahuu me.n guu.ndh ke miTTii jo ghar banaa.e ga.e
Azhar Adeeb
Sher
likhe.n ham aish kii taKHtii ko kis tarah ai jaa.n
qalam zamiin ke uupar davaat koThe par
Nazeer Akbarabadi
Sher
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Sher
mujhe tanhaa.ii kii aadat hai merii baat chho.De.n
ye liije aap kaa ghar aa gayaa hai haat chho.De.n
Javed Saba
Sher
tanhaa.ii me.n karnii to hai ik baat kisii se
lekin vo kisii vaqt akelaa nahii.n hotaa
Ahmad Mushtaq
Sher
Habib Jalib
Sher
dillii me.n aaj bhiik bhii miltii nahii.n unhe.n
thaa kal talak dimaaG jinhe.n taaj-o-taKHt kaa
Meer Taqi Meer
Sher
kaa.np uThtii huu.n mai.n ye soch ke tanhaa.ii me.n
mere chehre pe tiraa naam na pa.Dh le ko.ii
Parveen Shakir
Sher
jitnaa dekho use thaktii nahii.n aa.nkhe.n varna
KHatm ho jaataa hai har husn kahaanii kii tarah