SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhtii"
Ghazal MATCHES FOR "takhtii"
Ghazal
na ko.ii ohda na degree na naam kii taKHtii
mai.n rah rahaa huu.n yahaa.n meraa ghar bataataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
muddat se ko.ii duusraa rahtaa hai ham nahii.n
darvaaze par hamaarii hai taKHtii lagii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
dil kii taKHtii pe bhii aayaat likhii rahtii hai.n
vaqt mil jaa.e to un kii bhii tilaavat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
dil kii taKHtii sar-e-baazaar liye phirtaa huu.n
kaash is par tirii tasviir banaa de ko.ii
Nazeer Qaisar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
phuulo.n kii taKHtii par jaise ra.ngo.n kii tahriir
lauh-e-suKHan par aise 'amjad' shohrat rahtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ab tuu darvaaze se apne naam kii taKHtii utaar
lafz na.nge ho ga.e shohrat bhii gaalii ho ga.ii
Iqbal Sajid
Ghazal
mai.n apne naam kii taKHtii nahii.n huu.n
ki jo aa jaa.e pa.Dhte hii samajh me.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mere hii naam kii taKHtii lagii thii jis dar par
vo jab khulaa to kisii aur kaa nikal aayaa
Rajesh Reddy
Ghazal
gale me.n naam kii taKHtii gulaab rakhte hai.n
charaag apnaa ta.aaruf kahii.n karaataa hai kyaa
Khurshid Talab
Ghazal
Sibt Ali Saba
Ghazal
vo lafz lafz mujh pe utartaa rahaa 'shakiil'
socho.n pe us ke naam kii taKHtii lagii rahii
Shakil Akhtar
Ghazal
abhii bhii tujh dar-e-dil par bataa jaanaa.n
hamaare naam kii taKHtii lagii hai kyaa
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
likhe.n ham aish kii taKHtii ko kis tarah ai jaa.n
qalam zamiin ke uupar davaat koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dhuup kii TuuTii hu.ii taKHtii pe baarish ne likhaa
ghar ke andar baiTh kar mausam kaa andaaza na kar
Aziz Nabeel
Ghazal
nit-na.e naqsh kare.n us pe aziyyat ke raqam
aa ki ham taKHtii-e-dil apnii pachaare hu.e hai.n