SEARCH RESULTS
Showing search results for "takmiil-e-tarjumaani-e-jazbaat"
Sher MATCHES FOR "takmiil-e-tarjumaani-e-jazbaat"
Sher
kyaa tarjumaanii-e-Gam-e-duniyaa kare.n ki jab
fan me.n KHud apnaa Gam bhii samoyaa na jaa sakaa
Hasan Akbar Kamal
Sher
garmii-e-shiddat-e-jazbaat bataa detaa hai
dil to bhuulii hu.ii har baat bataa detaa hai
Baqa Baluch
Sher
josh-e-takmiil-e-tamannaa hai KHudaa KHair kare
KHaak hone kaa andesha hai KHudaa KHair kare
Amar Singh Figar
Sher
Ravish Siddiqi
Sher
ayaa.n dono.n se takmiil-e-jahaa.n hai
zamii.n gum ho to phir kyaa aasmaa.n hai
Ambareen Haseeb ambar
Sher
ishq me.n Gairat-e-jazbaat ne rone na diyaa
varna kyaa baat thii kis baat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Sher
takmiil-e-vafaa hosh me.n mumkin hii nahii.n thaa
diivaana samajh buujh ke diivaana banaa hai
Abdullateef Shauq
Sher
Zaheer Siddiqui
Sher
takmiil-e-aarzuu se bhii hotaa hai Gam kabhii
aisii du.aa na maa.ng jise bad-du.aa kahe.n
Abu Mohammad Sahar
Sher
abhii takmiil-e-ulfat par na dil maGruur ho jaa.e
ye manzil vo hai jitnii tai ho utnii duur ho jaa.e
Izhar Rampuri
Sher
Qabil Ajmeri
Sher
dil bhii lahuuluhaan hai aa.nkhe.n bhii hai.n udaas
shaayad anaa ne shah-rag-e-jazbaat kaaT dii
Tahir Faraz
Sher
Anwar Saharanpuri
Sher
sardii bhii KHatm ho ga.ii barsaat bhii ga.ii
aur is ke saath garmi-e-jazbaat bhii ga.ii
Shuja Khaavar
Sher
lafzo.n ke her-pher se bantii nahii.n Gazal
shero.n me.n tho.Dii garmi-e-jazbaat bhii to ho