SEARCH RESULTS
Showing search results for "takmiil-e-tarjumaani-e-jazbaat"
Ghazal MATCHES FOR "takmiil-e-tarjumaani-e-jazbaat"
Ghazal
'anvar' KHayaal-e-dost me.n likh kar ko.ii Gazal
takmiil-e-tarjumaani-e-jazbaat kiijiye
Anwar Sabri
Ghazal
Sajida Zaidi
Ghazal
shaam tamhiid-e-Gazal raat hai takmiil-e-Gazal
din nikalte hii nikal jaatii hai jaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jaane kis kaa haashiya-bardaar hai meraa qalam
har kas-o-naa-kas kii is ne tarjumaanii chho.D dii
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
shaaKH-e-jazbaat pe naGmaat kaa manzar KHaamosh
Gam kii aaGosh me.n armaa.n kaa kabuutar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Haqqi Hazeen
Ghazal
husn-e-takmiil-e-tamannaa hai sabaa ho jaanaa
shahr-dar-shahr har ik dil kii ravaa ho jaanaa
Ishrat Rumani
Ghazal
josh-e-takmiil-e-tamannaa hai KHudaa KHair kare
KHaak hone kaa andesha hai KHudaa KHair kare
Amar Singh Figar
Ghazal
kyaa tarjumaanii-e-Gam-e-duniyaa kare.n ki jab
fan me.n KHud apnaa Gam bhii samoyaa na jaa sakaa
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
fart-e-jazbaat me.n jazbaat ko mahduud rakho
ya.anii is ishq kii bahutaat ko mahduud rakho
Shoeb Shobi
Ghazal
nahii.n zaruur ki takmiil-e-mudda.aa dekhe.n
magar hai jii me.n ki KHuun-e-jigar bahaa dekhe.n
Khalid Shirazi
Ghazal
ishq kii garmi-e-jazbaat kise pesh karuu.n
ye sulagte hu.e din-raat kise pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
husn takmiil-e-tamannaa hai sabaa ho jaanaa
shahr-dar-shahr har ik dil kii ridaa ho jaanaa
Ishrat Rumani
Ghazal
kisii tarah bhii vo takmiil-e-mudda.aa karte
vafaa kii KHuu jo nahii.n thii to phir jafaa karte
Habeeb Jaunpuri
Ghazal
ayaa.n dono.n se takmiil-e-jahaa.n hai
zamii.n gum ho to phir kyaa aasmaa.n hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
faqat takmiil-e-maqsad kar rahaa huu.n
mai.n apne aap ko rad kar rahaa huu.n
Muhammad Rashid Athar
Ghazal
ishq me.n Gairat-e-jazbaat ne rone na diyaa
varna kyaa baat thii kis baat ne rone na diyaa