SEARCH RESULTS
Showing search results for "talte"
Sher MATCHES FOR "talte"
Sher
asar du.aa.o.n me.n hotaa hai kis qadar 'maaruuf'
balaa.e.n dekhii hai.n ham ne saro.n se Talte hu.e
Maroof Raebarelvi
Sher
jo kahii ga.ii na mujh se vo zamaana kah rahaa hai
ki fasaana ban ga.ii hai mirii baat Talte Talte
Kaifi Azmi
Sher
Bashir Badr
Sher
yaar ko mai.n ne mujhe yaar ne sone na diyaa
raat bhar taala-e-bedaar ne sone na diyaa
Haidar Ali Aatish
Sher
dil ko KHudaa kii yaad tale bhii dabaa chukaa
kam-baKHt phir bhii chain na paa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Sher
Dr. Azam
Sher
uu.nchii u.Daan ke liye par taulte the ham
uu.nchaa.iyo.n pe saa.ns ghuTegii pataa na thaa
Aashufta Changezi
Sher
Bashir Badr
Sher
ye daur vo hai ki baiThe raho charaaG-tale
sabhii ko bazm me.n dekho magar dikhaa.ii na do
Khursheed Rizvi
Sher
Jigar Moradabadi
Sher
paamaal kar ke puuchhte hai.n kis adaa se vo
is dil me.n aag thii mire talve jhulas ga.e
Agha Shayar Qazalbash
Sher
aashiq kaa baa.nkpan na gayaa baad-e-marg bhii
taKHte pe Gusl ke jo liTaayaa aka.D gayaa