SEARCH RESULTS
Showing search results for "talte"
Ghazal MATCHES FOR "talte"
Ghazal
aap va.ade se mukar jaa.e.nge rafta rafta
zehn se baat utar jaatii hai Talte Talte
Iqbal Azeem
Ghazal
jo kahii ga.ii na mujh se vo zamaana kah rahaa hai
ki fasaana ban ga.ii hai mirii baat Talte Talte
Kaifi Azmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
ham Taalte rahe ki ye naubat na aane paa.e
phir hijr kaa azaab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Ghazal
na aabruu-e-ta.alluq hii jab rahii 'baanii'
baGair baat kiye ham vahaa.n se Talte kyaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
mujh se hii kaam mere Talte chale ga.e hai.n
hotii chalii ga.ii hai taaKHiir dhiire dhiire
Rajesh Reddy
Ghazal
big.Dii hu.ii qismat ko badalte nahii.n dekhaa
aa jaa.e jo sar par use Talte nahii.n dekhaa
Arsh Malsiyani
Ghazal
'aduu se rabt ba.Dhaa kar bhii kab ravaa Thahraa
ye ham ko vaa'da-e-fardaa pe Taalte rahnaa
Qateel Shifai
Ghazal
dilo.n me.n Taalte ho dam nikal hii jaavegaa
mai.n naa-tavaa.n huu.n bahut aazmaa.iye na mujhe
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
KHayaal-e-tark-e-ta.alluq ko Taalte rahiye
havaa me.n ko.ii hayuulaa uchhaalte rahiye
Kishwar Naheed
Ghazal
qasd thaa ho kar palaT aa.e.nge ab Talte nahii.n
paa.nv phailaane lage ham kuu-e-dilbar dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
khul ga.e hai.n phir shaayad rahmato.n ke darvaaze
haadse kahaa.n varna Taalne se Talte hai.n
Bashir Saifi
Ghazal
ajab udaasii me.n ab ke guzar rahe hai.n din
jo kaam aaj ke hai.n kal pe Talte rahte hai.n