SEARCH RESULTS
Showing search results for "tap"
Sher MATCHES FOR "tap"
Sher
aa.o puraanii yaad ke sho.alo.n me.n taap le.n
kitne hai.n haath sard mulaaqaat kii tarah
Yusuf Taqi
Sher
dard kartaa hai tap-e-ishq kii shiddat se miraa
sar judaa siina judaa qalb judaa shaana judaa
Meer Hasan
Sher
uryaa.n haraarat-e-tap-e-furqat se mai.n rahaa
har baar mere jism kii poshaak jal ga.ii
Mirza Raza Barq
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Gulzar Moradabadi
Sher
shiddat-e-Gam se har ik kutte ko tap cha.Dhne lagaa
bole ab insaa.n hamaarii ham-sarii karne lagaa
Hilal Sivharvi
Sher
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
use ik KHuub-suurat mo.D de kar chho.Dnaa achchhaa
Sahir Ludhianvi
Sher
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Sher
Jaun Eliya
Sher
Hasrat Mohani
Sher
ik raat vo gayaa thaa jahaa.n baat rok ke
ab tak rukaa hu.aa huu.n vahii.n raat rok ke
Farhat Ehsas
Sher
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Sher
shaam tak sub.h kii nazro.n se utar jaate hai.n
itne samjhauto.n pe jiite hai.n ki mar jaate hai.n
Waseem Barelvi
Sher
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
Nushur Wahidi
Sher
tire va.ado.n pe kahaa.n tak miraa dil fareb khaa.e
ko.ii aisaa kar bahaana mirii aas TuuT jaa.e