SEARCH RESULTS
Showing search results for "tap"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tap"
Nazm
wo kamra yaad aata hai
mai.n jab bhii
zindagii kii chilchilaatii dhuup me.n tap kar
Javed Akhtar
Ghazal
duruud-bar-dil-e-vahshii salaam-bar-tap-e-ishq
KHud apnii hamd KHud apnii sanaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
ilaaj kyaa kare.n hukamaa tap-e-judaa.ii kaa
sivaa.e vasl ke is kaa ko.ii tabiib na ho
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "tap"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tap"
Ghazal
letaa nahii.n mire dil-e-aavaara kii KHabar
ab tak vo jaantaa hai ki mere hii paas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo tap-e-ishq-e-tamannaa hai ki phir suurat-e-sham.a
sho.ala taa-nabz-e-jigar resha-davaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
dil me.n vo shor na aa.nkho.n me.n vo nam rahtaa hai
ab tap-e-hijr tavaqqo se bhii kam rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mausam agar hai sard to phir aag taap le
chamkegii aa.nkh KHuu.n me.n haraarat bhii aa.egii
Iqbal Sajid
Ghazal
musaafiro shab-e-avval bahut hai tiira o taar
charaaG-e-qabr abhii se jalaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
shab chaa.ndnii kii aa.nch me.n tap kar nikhar ga.ii
suuraj kii jaltii aag me.n din KHaak ho gayaa
Adil Mansuri
Ghazal
Hammad Niyazi
Ghazal
habs to dil me.n thaa lekin aa.nkh tap kar rah ga.ii
raat saaraa shahr Duubaa dard kii purvaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Mirza Ghalib
Nazm
barkha-rut
garmii se ta.Dap rahe the jaan-daar
aur dhuup me.n tap rahe the kohsaar
Altaf Hussain Hali
Ghazal
gor-e-kaafir kis liye hai tiira-o-taar is qadar
pa.D gayaa saaya magar merii shab-e-diijuur kaa
Ameer Minai
Hindi Ghazal
ye zamiin tap rahii thii ye makaan tap rahe the
tiraa intizaar thaa jo mai.n usii jagah rahaa huu.n












