aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "tap"
ta.Dap jaa.iyegaa ta.Dap jaa.iyegaata.Dapnaa hamaaraa tamaashaa nahii.n hai
ta.Dap talab hai mirii tishna-lab samundar huu.nhabaab kahte hai.n jis ko zabaa.n pe chhaalaa hai
ta.Dap ta.Dap ke dil-e-be-qaraar rah jaa.ekuchh aur zulf-e-siyah pech-o-taab paidaa kar
ta.Dap ta.Dap ke jiye jis ke pyaar me.n 'afshaa.n'usii kii yaad me.n lo aaj jaan bhii de dii
ai dast-e-KHudaa jo haath kii haihai 'shaad' shikasta-paa nayaa ho
ta.Dap ta.Dap ke jahaa.n mai.n ne jaan dii hai 'siraaj'kha.De hu.e the vahii.n par tamaashbiin bahut
surKH laave kii tarah tap ke nikharnaa siikhosuukhii dhartii kii daraaro.n se ubharnaa siikho
ta.Dap merii taraqqii kar rahii haizamii.n Takraa na jaa.e aasmaa.n se
fan kaa apne tuu bhii 'tapish'naqsh ko.ii laa-saanii rakh
haath rakh kar ik zaraa dekho tap-e-Gam kaa asarye tumhaaraa hii jalaayaa dil hai chingaarii nahii.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books