SEARCH RESULTS
Showing search results for "taskhiir"
Sher MATCHES FOR "taskhiir"
Sher
Allama Iqbal
Sher
Waliullah Muhib
Sher
Shibli Nomani
Sher
KHuubaan-e-jahaa.n ho.n jis se tasKHiir
aisaa ko.ii ham ne hunar na dekhaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
yaqiin kiijiye sab intishaar KHatm hu.e
jab apne aap ko tasKHiir kar liyaa mai.n ne
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
shahr me.n mujh se bha.Daktaa thaa tasavvur teraa
us kii tasKHiir ko mai.n saakin-e-viiraana hu.aa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ik aan me.n jii le gayaa mu.nh dekhte rah ga.e
kuchh bas nahii.n is maaya-e-tasKHiir ke aage
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sher
is qadar kii sarf tasKHiir-e-parii-ruuyaa.n me.n umr
rafta rafta naam meraa ab parii-KHvaa.n ho gayaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Sher
Jaleel 'Aali'
Sher
maktab-e-ishq kaa dastuur niraalaa dekhaa
us ko chhuTTii na mile jis ko sabaq yaad rahe
Meer Tahir Ali Rizvi
Sher
terii suurat se kisii kii nahii.n miltii suurat
ham jahaa.n me.n tirii tasviir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
tire jamaal kii tasviir khii.nch duu.n lekin
zabaa.n me.n aa.nkh nahii.n aa.nkh me.n zabaan nahii.n
Jigar Moradabadi
Sher
aap ne tasviir bhejii mai.n ne dekhii Gaur se
har adaa achchhii KHamoshii kii adaa achchhii nahii.n
Jaleel Manikpuri
Sher
zindagii bhar ke liye ruuTh ke jaane vaale
mai.n abhii tak tirii tasviir liye baiThaa huu.n