SEARCH RESULTS
Showing search results for "taskhiir"
Nazm MATCHES FOR "taskhiir"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
tuu ne hii bataa.ii hame.n har KHvaab kii ta.abiir
tuune hii sujhaa.ii Gam-e-dil-giir kii tasKHiir
Noon Meem Rashid
Nazm
apne shahr ke liye dua
tasKHiir tujh ko kaun karegaa jahaan me.n
tuu hai KHudaa aur us ke nabii kii amaan me.n
Muneer Niyazi
Nazm
aurat
KHvaab noch kar mirii aa.nkhe.n tasKHiir nahii.n kar sakte tum
aurat huu.n mai.n
Nadiya ambar lodhi
Nazm
abhi kuchh din lagenge
na.e kuchh marhale tasKHiir karne me.n
mire 'Gaalib', mire 'tagore' ko apnaa banaane me.n
Asghar Nadeem Syed
Nazm
bhagat-singh ke nam
ye vo dariyaa samundar jin kaa rasta hai
samundar kis se kab tasKHiir hotaa hai
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
muqabla
tere dushman ne chaa.nd tasKHiir kar liyaa par na tujh ko jiitaa
tiraa KHudaa kaun saa KHudaa hai
Adeem Hashmi
Nazm
urus-ul-bilad
aziim shahr ba.De kaamo.n ke liye hai.n miyaa.n
vaziir-e-aalaa kii taqriir, leadero.n ke juluus
Akhtarul Iman
Nazm
teri duniya ke naqshe mein
tasKHiir kii suurat bipharnaa chaahtaa thaa
aur itraa huu.n
Abrar Ahmad
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
na.are lagaa rahaa hai so hai vo bhii aadmii
tasKHiir jo KHalaa kii kare vo bhii aadmii