SEARCH RESULTS
Showing search results for "thanii"
Sher MATCHES FOR "thanii"
Sher
Thaanii thii dil me.n ab na mile.nge kisii se ham
par kyaa kare.n ki ho ga.e naa-chaar jii se ham
Momin Khan Momin
Sher
Mubarak Azimabadi
Sher
jii me.n Thaanii hai ki jiinaa hai bahar-haal mujhe
jis ko marnaa hai vo chup-chaap hii martaa jaa.e
Iftikhar Naseem
Sher
shaiKH par haath uThaane ke nahii.n ham qaa.el
haath uThaane kii jo Thaanii hai to baatil se uThaa
Shaad Aarfi
Sher
aur tho.Daa saa bikhar jaa.uu.n yahii Thaanii hai
zindagii mai.n ne abhii haar kahaa.n maanii hai
Khan Hasnain Aqib
Sher
ho 'miir' kaa zamaana ki maujuuda vaqt ho
dillii se lakhna.uu kii hamesha Thanii rahii
Usman Minai
Sher
faqiih-e-shahr se kuchh KHaas dushmanii to nahii.n
faqiih-e-shahr se lekin Thanii sii rahtii hai
Syed Anwar Ahmad
Sher
haar ho jaatii hai jab maan liyaa jaataa hai
jiit tab hotii hai jab Thaan liyaa jaataa hai
Shakeel Azmi
Sher
dhokaa thaa nigaaho.n kaa magar KHuub thaa dhokaa
mujh ko tirii nazro.n me.n mohabbat nazar aa.ii
Shaukat Thanvi
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Meena Kumari Naz
Sher
Kaifi Azmi
Sher
Sibt Ali Saba
Sher
Munawwar Rana
Sher
bhuuk me.n ishq kii tahziib bhii mar jaatii hai
chaa.nd aakaash pe thaalii kii tarah lagtaa hai
Shakeel Azmi
Sher
kahiye to aasmaa.n ko zamii.n par utaar laa.e.n
mushkil nahii.n hai kuchh bhii agar Thaan liijiye