SEARCH RESULTS
Showing search results for "thanii"
Ghazal MATCHES FOR "thanii"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Thaanii thii dil me.n ab na mile.nge kisii se ham
par kyaa kare.n ki ho ga.e naa-chaar jii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
'jamaal' us ne to Thaanii thii umr-bhar ke liye
ye chaar roz me.n kyaa haal ho gayaa us kaa
Jamal Ehsani
Ghazal
din ko ik nuur barastaa hai mirii turbat par
raat ko chaadar-e-mahtaab tanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
jii me.n Thaanii hai ki jiinaa hai bahar-haal mujhe
jis ko marnaa hai vo chup-chaap hii martaa jaa.e
Iftikhar Naseem
Ghazal
azal abad me.n Thanii hai so mai.n nikaltaa huu.n
mirii ka.Dii se tiraa silsila KHaraab na ho
Shaheen Abbas
Ghazal
ek mushkil sii bahar-taur banii hotii hai
tujh se baaz aa.e.n to phir KHud se Thanii hotii hai
Abbas Tabish
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
jo us kii biin kii dhun par hu.aa hai raqs-andaaz
Thanii rahii hai usii saa.np kii sapere se
Azhar Nawaz
Ghazal
shaiKH par haath uThaane ke nahii.n ham qaa.el
haath uThaane kii jo Thaanii hai to baatil se uThaa
Shaad Aarfi
Ghazal
be-KHayaalii kii ridaa duur talak taanii hai
ab to ye bhii nahii.n lagtaa ki pareshaanii hai
Abbas Qamar
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
bandagii ham ne to jii se apnii Thaanii aap kii
banda-parvar KHair aage qadr-daanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ik Gazal apne liye kahne kii Thaanii ik din
zehn me.n phirtii rahii ek hii bekaar radiif