SEARCH RESULTS
Showing search results for "thartharaa"
Sher MATCHES FOR "thartharaa"
Sher
kal raat zindagii se mulaaqaat ho ga.ii
lab thartharaa rahe the magar baat ho ga.ii
Shakeel Badayuni
Sher
Abdur Rahim Nashtar
Sher
vaqt-e-ruKHsat alvidaa.a kaa lafz kahne ke liye
vo tire suukhe labo.n kaa thartharaanaa yaad hai
Unknown
Sher
raat bhar dard kii sham.a jaltii rahii
Gam kii lau thartharaatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Sher
le ke KHat un kaa kiyaa zabt bahut kuchh lekin
thartharaate hu.e haatho.n ne bharam khol diyaa
Jigar Moradabadi
Sher
Aziz Nabeel
Sher
vo zalzala jo nahii.n thaa to kyaa thaa aayaa hu.aa
tamaam jism abhii tak hai thartharaayaa hu.aa
Naseem Azizi
Sher
ai sard-mehr tujh sii.n KHuubaa.n jahaa.n ke kaa.npe
KHurshiid thartharaayaa aur maah dekh haalaa
Abroo Shah Mubarak
Sher
tiirgii be-aabruu thii aur tajallii be-vaqaar
ik thakaa-haaraa saa jugnuu kis qadar dil-giir thaa
Wazir Agha
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
lau ek thartharaa.ii hai har ek me.n 'habiib'
yuu.n to hu.e charaaG farozaa.n na.e na.e