SEARCH RESULTS
Showing search results for "thartharaa"
Ghazal MATCHES FOR "thartharaa"
Ghazal
lab thartharaa ke rah ga.e lekin vo ai 'jigar'
jaate hu.e nigaah milaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
ik aisii shaan paidaa kar ki baatil thartharaa uTThe
nazar talvaar ban jaa.e nafas jhankaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
huu.n vo shu.aa-e-fardaa jo aa.nkh mal rahii hai
vo surmagii.n ufuq par mai.n thartharaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
agar qadam tire mai-kash kaa la.Dkha.Daa jaa.e
to sham-e-mai-kada kii lau bhii thartharaa jaa.e
Rifat Sultan
Ghazal
Azad Gulati
Ghazal
Najma Tasadduq
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
lau de uThaa hai taar har ik thartharaa ke aaj
kin u.ngliyo.n ne chhe.D diyaa barbat-e-hayaat
Shahab Ashraf
Ghazal
Zafar Ghauri
Ghazal
duniyaa ke har charaaG kii lau thartharaa ga.ii
itnaa asar bhii jis me.n na ho daastaa.n nahii.n
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
thartharaa uThte hai.n sun sun ke shab-e-Gam taare
aasmaa.n tak mire naalo.n kii sadaa jaatii hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
thartharaa uThtii hai paanii kii tarah dil kii zamii.n
yaad ke Dolte rasso.n pe qadam rakhtaa huu.n
Aftab Hussain
Ghazal
raat bhar dard kii sham.a jaltii rahii
Gam kii lau thartharaatii rahii raat bhar