SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThne"
Sher MATCHES FOR "uThne"
Sher
ab sochte hai.n laa.e.nge tujh saa kahaa.n se ham
uThne ko uTh to aa.e tire aastaa.n se ham
Majrooh Sultanpuri
Sher
Unknown
Sher
Ali Ahmad Jalili
Sher
hu.ii hai.n dair o haram me.n ye saazishe.n kaisii
dhu.aa.n saa uThne lagaa shahr ke makaano.n se
Kumar Pashi
Sher
uThne ko to uThaa huu.n mahfil se tirii lekin
ab dil ko ye dha.Dkaa hai jaa.uu.n to kidhar jaa.uu.n
Hadi Machlishahri
Sher
kahte hai.n ki uThne ko hai ab rasm-e-mohabbat
aur is ke sivaa ko.ii tamaashaa bhii nahii.n hai
Kabir Ajmal
Sher
milne ko hai KHamoshi-e-ahl-e-junuu.n kii daad
uThne ko hai zamii.n se dhu.aa.n dekhte raho
Hosh Tirmizi
Sher
Qalaq Merathi
Sher
dekhaa hai zindagii ko kuchh itne qariib se
chehre tamaam lagne lage hai.n ajiib se
Sahir Ludhianvi
Sher
shaam tak sub.h kii nazro.n se utar jaate hai.n
itne samjhauto.n pe jiite hai.n ki mar jaate hai.n
Waseem Barelvi
Sher
dil ke phaphuule jal uThe siine ke daaG se
is ghar ko aag lag ga.ii ghar ke charaaG se
Mahtab Rai Taban
Sher
itne hijaabo.n par to ye aalam hai husn kaa
kyaa haal ho jo dekh le.n parda uThaa ke ham
Jigar Moradabadi
Sher
ek chehre me.n to mumkin nahii.n itne chehre
kis se karte jo ko.ii ishq dobaaraa karte