SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThne"
Ghazal MATCHES FOR "uThne"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
uThne ko uTh to jaa.e.n tirii anjuman se ham
par terii anjuman ko bhii suunaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aaj-kal me.n ko.ii tuufaan hai uThne vaalaa
ham Gariibo.n kaa Thikaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
bazm se uThne kii Gairat baiThne se dil ko rashk
dekh kar Gairo.n kaa majma.a kyaa pareshaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
hu.ii hai.n dair-o-haram me.n ye saazishe.n kaisii
dhu.aa.n saa uThne lagaa shahr ke makaano.n se
Kumar Pashi
Ghazal
dil gir ke nazar se tirii uThne kaa nahii.n phir
ye girne se pahle hii sambhal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
diivaar ke gir pa.Dte hii uThne lage tuufaa.n
ab baiTh ke kone me.n bhii royaa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
muft uThne ke nahii.n yaar ke kuuche se 'faqiir'
jab ki bistar ko jamaa khol kamar baiTh ga.e
Meer Shamsuddeen Faqeer
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
ye aalam ho to un ko be-hijaabii kii zaruurat kyaa
naqaab uThne na paa.e aur jalva aam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
bad nazar uThne hii vaalii thii kisii kii jaanib
apnii beTii kaa KHayaal aayaa to dil kaa.np gayaa
Nawaz Deobandi
Ghazal
qadam uThne me.n kitnii barkate.n thii.n
aur un haatho.n me.n kaisaa zaa.iqa thaa