SEARCH RESULTS
Showing search results for "ummatii"
Sher MATCHES FOR "ummatii"
Sher
mai.n chup karaataa huu.n har shab umaDtii baarish ko
magar ye roz ga.ii baat chhe.D detii hai
Gulzar
Sher
Aslam Emadi
Sher
gulo.n se bhii na hu.aa jo miraa pataa dete
sabaa u.Daatii phirii KHaak aashiyaane kii
Majrooh Sultanpuri
Sher
saaqii ghaTaa hai sehn-e-chaman hai bahaar hai
ab kaar-e-KHair me.n tujhe kyaa intizaar hai
Tamanna Emadi
Sher
hazaar raaste badle hazaar svaa.ng rache
magar hai raqs me.n sar par ik aasmaan vahii
Aslam Emadi
Sher
allaah-re sanam ye tirii KHud-numaa.iyaa.n
is husn-e-chand-roza pe itnaa Guruur ho
Khwaja Imami amani
Sher
allaah allaah KHusuusiyyat-e-zaat-e-hasnain
saarii ummat ke hai.n poto.n se navaase ba.Dh kar
Sharaf Mujaddidi
Sher
baad-e-bahaar me.n sab aatish junuun kii hai
har saal aavatii hai garmii me.n fasl-e-holii
Wali Uzlat
Sher
kufr se ye jo munavvar mirii peshaanii hai
zaahir is se bhii miraa jazba-e-iimaanii hai
Zafar Iqbal
Sher
Munawwar Rana
Sher
unhe.n ye fikr ki dil ko kahaa.n chhupaa rakkhe.n
hame.n ye shauq ki dil kaa KHasaara kyuu.nkar ho
Aslam Emadi
Sher
har-chand ki aasii huu.n pa ummat me.n huu.n us kii
jis kaa hai qadam arsh-e-mua.allaa se bhii baalaa
Insha Allah Khan Insha
Sher
jahaa.n pe jhuuT hai nafrat hai be-iimaanii hai
vahii.n pe zindagii-bhar zindagii bitaanii hai
Rakesh Toofan
Sher
ham tiraa naza.a talak jaur sahe jaate hai.n
yaad aa.e.nge bahut itnaa kahe jaate hai.n
Khwaja Meer Amani
Sher
havaa.e.n shahr kii aaluuda-e-kasaafat hai.n
ye saaf-suthraa-pan aur ye nafaasate.n jhuuTii
Aslam Emadi
Sher
tumhaare dard se jaage to un kii qadr khulii
vagarna pahle bhii apne the jism-o-jaan vahii