SEARCH RESULTS
Showing search results for "ummatii"
Nazm MATCHES FOR "ummatii"
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
huzuur merii bisaat kyaa hai ki naa't likkhuu.n
mai.n aap kaa ik bahut gunahgaar ummatii huu.n
Khalid Mubashshir
Nazm
shikwa
ham ko jam.iiyat-e-KHaatir ye pareshaanii thii
varna ummat tire mahbuub kii diivaanii thii
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
saazishe.n laakh u.Daatii rahii.n zulmat kii naqaab
le ke har buu.nd nikaltii hai hathelii pe charaaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
chakle
payambar kii ummat zuleKHaa kii beTii
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab
khule paaniyo.n me.n ghirii la.Dkiyaa.n
narm lahro.n ke chhii.nTe u.Daatii hu.ii
Parveen Shakir
Nazm
muflisi
kahte hai.n jis ko sharm-o-hayaa na.ng-o-naam aah
vo sab hayaa-o-sharm u.Daatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
yaad
ik husn-e-be-jihat kii fazaa-e-basiit me.n
u.Dtii ga.ii mujhe bhii u.Daatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
watan
ai vatan josh hai phir quvvat-e-iimaanii me.n
KHauf kyaa dil ko safiina hai jo tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Nazm
raushniyan
kitnii paayal kii shoKH jhankaare.n
dil me.n chi.ngaariyaa.n u.Daatii hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
raat aur rail
daaman-e-taariki-e-shab kii u.Daatii dhajjiyaa.n
qasr-e-zulmat par musalsal tiir barsaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek aurat ki hansi
apne lambe lambe baal u.Daatii jaa.e
havaa kii beTii saath havaa ke gaatii jaa.e