SEARCH RESULTS
Showing search results for "union"
Sher MATCHES FOR "union"
Sher
dekhte rah jaa.o ki hai.n un ko hu.aa kyaa ki inho.n ne miraa dil le ke mire haath se khoyaa
Muztar Khairabadi
Sher
kaash dekho kabhii TuuTe hu.e aa.iino.n ko
dil shikasta ho to phir apnaa paraayaa kyaa hai
Obaidullah Aleem
Sher
unho.n ne apne mutaabiq sazaa sunaa dii hai
hame.n sazaa ke mutaabiq bayaan denaa hai
Charagh Sharma
Sher
jam ga.ii dhuul mulaaqaat ke aa.iino.n par
mujh ko us kii na use merii zaruurat ko.ii
Asad Badayuni
Sher
jab bhii mile ham un se unho.n ne yahii kahaa
bas aaj aane vaale the ham aap kii taraf
Basir Sultan Kazmi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
kitne chehre kitnii shakle.n phir bhii tanhaa.ii vahii
kaun le aayaa mujhe in aa.iino.n ke darmiyaa.n
Mahmood Shaam
Sher
unho.n ne kyaa na kiyaa aur kyaa nahii.n karte
hazaar kuchh ho magar ik vafaa nahii.n karte
Muztar Khairabadi
Sher
Aitbar Sajid
Sher
dil jo TuuTegaa to ik tarfa charaaGaa.n hogaa
kitne aa.iino.n me.n vo shakl dikhaa.ii degii
Anwar Masood
Sher
terii biinaa.ii kisii din chhiin legaa dekhnaa
der tak rahnaa tiraa ye aa.ino.n ke darmiyaa.n
Hastimal Hasti
Sher
gar Thahre malak aage unho.n ke to ajab hai
phirte hai.n pa.De dillii ke lau.nDe jo parii se
Meer Taqi Meer
Sher
merii pahchaan bataane kaa savaal aayaa jab
aa.ino.n ne bhii haqiiqat se mukarnaa chaahaa