SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaaqif-e-dil-sozi-e-hamdam"
Sher MATCHES FOR "vaaqif-e-dil-sozi-e-hamdam"
Sher
mujhii par qat.a hu.ii hai qabaa-e-dil-sozii
havaa se aa ke chhupe mere pairahan me.n charaaG
Imdad Ali Bahr
Sher
Kaleem Ahmadabadi
Sher
mahfil ke biich sun ke mire soz-e-dil kaa haal
be-iKHtiyaar sham.a ke aa.nsuu Dhalak pa.De
Taban Abdul Hai
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
Zahida Zaidi
Sher
dard ko rahne bhii de dil me.n davaa ho jaa.egii
maut aa.egii to ai hamdam shifaa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Sher
S A Mehdi
Sher
unhe.n haal-e-dil kis tarah likh ke bheje.n
na ham un se vaaqif na vo ham se vaaqif
Mirza Asman Jah Anjum
Sher
Qayem Chaandpuri
Sher
Abbas Ali Khan Bekhud
Sher
dhoyaa gayaa tamaam hamaaraa Gubaar-e-dil
girye ne dil se KHuub nikaalaa buKHaar-e-dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
dil kii kyaa puuchhe hai ik qatra-e-KHuu.n thaa hamdam
so Gam-e-ishq ne aate hii use nosh kiyaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
vahshat-e-dil ne kiyaa hai vo bayaabaa.n paidaa
saik.Do.n kos nahii.n suurat-e-insaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Sher
bharaa hai shiisha-e-dil ko na.ii mohabbat se
KHudaa kaa ghar thaa jahaa.n vaa.n sharaab-KHaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Sher
qalaq-e-dil se hai.n jaise mire ruKHsaare zard
phuul ge.nde ke bhii ho.n aise na bechaare zard
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Saqib Lakhnavi
Sher
ham taur-e-ishq se to vaaqif nahii.n hai.n lekin
siine me.n jaise ko.ii dil ko malaa kare hai
Meer Taqi Meer
Sher
lag rahii hai KHaana-e-dil ko hamaare aag haa.e
aur ham chaaro.n taraf phirte hai.n ghabraa.e hu.e
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
haatho.n se us ke shiisha-e-dil chuur hai miraa
yaa-rab kiye kii apne sazaa paa.e mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kahuu.n to kis se kahuu.n apnaa dard-e-dil mai.n Gariib
na aashnaa na musaahib na ham-nashii.n ko.ii