SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaaqif-e-dil-sozi-e-hamdam"
Ghazal MATCHES FOR "vaaqif-e-dil-sozi-e-hamdam"
Ghazal
rusvaa na kar is soz ko ai sham-e-lab-e-gor
jo vaaqif-e-dil-sozi-e-hamdam na hu.aa thaa
Fani Badayuni
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
dil-e-KHud-kaam hai aasuuda-e-aish-e-manzil
use dil-sozii-e-yaaraan-e-safar yaad nahii.n
Ijtiba Rizvi
Ghazal
yuu.n to andaaz-e-bayaa.n hai.n dil-nashii.n sab ke magar
ik na.e andaaz me.n afkaar-e-hamdam dekhiye
Hamdam Siddiqi
Ghazal
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
hamdam ha.nsii u.Daa na dil-e-daaG-daaG kii
tohfe diye hu.e ye kisii mehrbaa.n ke hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
dil-sozi-e-vafaa ko shakebaa.ii kii ataa
shaa.istagii ye ra.ng-e-hinaa kii thii kuchh dino.n
Kishwar Naheed
Ghazal
nigaah-e-naaz me.n dil-sozii-e-niyaaz kahaa.n
ye aashnaa-e-nazar hai.n dilo.n ke begaane
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
jo rahaa KHuddaar hone par KHudii se duur duur
vo dayaar-e-ishq o dil-sozii kaa vaalii ho gayaa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
agar dil vaaqif-e-naira.ngii-e-tab-e-sanam hotaa
zamaane kii do-ra.ngii kaa use hargiz na Gam hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
mahruumii-o-naakaamii dil-sozii o jaa.n-kaahii
hotaa hai mohabbat kaa aksar ye ma.aal aaKHir
Ameer Chand Bahar
Ghazal
ai 'ishq tuu ne vaaqif-e-manzil banaa diyaa
ab marhalo.n ko aur bhii mushkil banaa diyaa
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
Mohammad Abbas Safiir
Ghazal
dil-sozii o aashufta-sarii tohmat o dushnaam
kyaa kyaa nahii.n dekhaa rasan-o-daar se pahle
Sarwar Alam Raz
Ghazal
merii mataa' soz-e-Gam-e-dil nahii.n rahaa
mai.n rozgaar-e-shauq ke qaabil nahii.n rahaa
Tabish Dehlvi
Ghazal
soz-e-dil soz-e-jigar soz-e-alam paayaa hai
jo bhii paayaa hai tire 'ishq me.n kam paayaa hai
Paikar Jafari
Ghazal
vaaqif hai.n mere naala-e-dil ke asar se aap
bechain hai.n jo sadma-e-dard-e-jigar se aap