SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqt-e-imdaad"
Sher MATCHES FOR "vaqt-e-imdaad"
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
vaqt-e-ravaa-ravii hai uThe qaafila ke log
saaqii chale piyaala jahaa.n tak ki bas chale
Munshi Amirullah Tasleem
Sher
ham se khul jaa.o ba-vaqt-e-mai-parastii ek din
varna ham chhe.De.nge rakh kar uzr-e-mastii ek din
Mirza Ghalib
Sher
Shad Lakhnavi
Sher
Absar Abdul Ali
Sher
vaqt-e-nazzaara na ro kahte the ai chashm tujhe
shiddat-e-girya se le KHaak na suujhaa, dekhaa
Khwaja Hasan 'Hasan'
Sher
chehre kii chaa.ndnii pe na itnaa bhii maan kar
vaqt-e-sahar tuu rang kabhii chaa.nd kaa bhii dekh
Murtaza Barlas
Sher
vaqt-e-ruKHsat to qayaamat kaa samaa.n hotaa hai
Gam ko siine se lagaate hai.n chale jaate hai.n
Hidayatullah Khan Shamsi
Sher
ho umr-e-KHizr bhii to ho ma.aluum vaqt-e-marg
ham kyaa rahe yahaa.n abhii aa.e abhii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
vaqt-e-ruKHsat alvidaa.a kaa lafz kahne ke liye
vo tire suukhe labo.n kaa thartharaanaa yaad hai
Unknown
Sher
ba.Daa zabt us ne kiyaa vaqt-e-ruKHsat
magar ho ga.ii aa.nkh nam dhiire dhiire