SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqt-e-imdaad"
Ghazal MATCHES FOR "vaqt-e-imdaad"
Ghazal
vaqt-e-imdaad hai ai himmat-e-gustaaKHi-e-shauq
shauq-a.ngez hai.n un ke lab-e-KHandaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
'imdaad'-nizaamii na suKHnavar the na shaa.er
kuchh zaKHm amaanat the kisii kii vahii le aa.e
Imdad Nizaamii
Ghazal
kam-KHvaab the auro.n ko jagaate hu.e guzre
ham vaqt-e-sahar Dhol bajaate hu.e guzre
Imdad Akash
Ghazal
hotii chaman-aaraa-e-azal kii jo mashiyyat
apne shajar-e-ishq kaa vaqt-e-samar aataa
Imdad Imam Asar
Ghazal
Imdad Imam Asar
Ghazal
vaqt-e-aaKHir hame.n diidaar dikhaayaa na gayaa
ham to duniyaa se ga.e aap se aayaa na gayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ek jalva to bhalaa aur bhii vaqt-e-ruKHsat
bahr-e-gul baad-e-bahaarii ko.ii jho.nkaa ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
merii miTTii me.n gu.ndhe jauhar-e-taKHriib kii KHair
vaqt ab tak mujhe ta.amiir nahii.n kar paayaa
Imdad Akash
Ghazal
Imdad Hamdani
Ghazal
but aazaraan-e-vaqt banaa.e.n agar hazaar
teraa naziir ek bhii naam-e-KHudaa na ho
Imdad Imam Asar
Ghazal
yaa shaah-e-jinn-o-ins 'asar' par bhii ik nazar
rakhtaa hai aa.nkh aap kii imdaad kii taraf
Imdad Imam Asar
Ghazal
fariyaad kar rahaa huu.n do-vaqtii azaa.n nahii.n
takliif mujh ko detii hai.n sub.h-o-masaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
har-vaqt hai be-zaarii har dam hai jafaakaarii
dil-juu.ii-o-dildaarii-e-jaanaa.n kise kahte hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kabhii to saath ye aasiib-e-vaqt chho.Degaa
KHud apne saa.e ko bhii dekhnaa to Dar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa pighaltaa jo rag-o-pai me.n thaa yaKH-basta lahuu
vaqt ke jaam me.n thaa shola-e-tar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shauq-e-safar to hai dil-e-pur-ishtiyaaq ko
ho jaa.e muzmahil na ye vaqt-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
duniyaa me.n rahe silsila-e-husn mujhe kyaa
ai vaqt miraa ahd-e-tamannaa na rahegaa