SEARCH RESULTS
Showing search results for "vazaahat"
Sher MATCHES FOR "vazaahat"
Sher
ko.ii shikva na shikaayat na vazaahat ko.ii
mez se bas mirii tasviir haTaa dii us ne
Tariq Qamar
Sher
mai.n chup rahaa ki vazaahat se baat ba.Dh jaatii
hazaar sheva-e-husn-e-bayaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Sher
mohmal hai na jaane.n to, samjhe.n to vazaahat hai
hai ziist faqat dhokaa aur maut haqiiqat hai
Quaiser Khalid
Sher
Faza Ibn e Faizi
Sher
karnii pa.D jaa.e vazaahat pe vazaahat lekin
ham tirii baat kii tardiid nahii.n kar sakte
Badr Muneer
Sher
mire har lafz me.n jo boltaa hai mujh se ba.Dh kar
mire har lafz kii mujh se vazaahat chaahtaa hai
Nusrat Masood
Sher
zikr-e-shab-e-firaaq se vahshat use bhii thii
merii tarah kisii se mohabbat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Sher
maut se kyuu.n itnii vahshat jaan kyuu.n itnii aziiz
maut aane ke liye hai jaan jaane ke liye
Unknown
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
Iftikhar Arif
Sher
log kahte hai.n ki tum se hii mohabbat hai mujhe
tum jo kahte ho ki vahshat hai to vahshat hogii
Abdul Hamid Adam
Sher
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
bachpan me.n ham hii the yaa thaa aur ko.ii
vahshat sii hone lagtii hai yaado.n se
Abdul Ahad Saaz
Sher
zaalim kii to aadat hai sataataa hii rahegaa
apnii bhii tabii.at hai bahaltii hii rahegii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
jaagtaa huu.n mai.n ek akelaa duniyaa sotii hai
kitnii vahshat hijr kii lambii raat me.n hotii hai
Shahryar
Sher
zamii.n ro.ii hamaare haal par aur aasmaa.n royaa
hamaarii bekasii ko dekh kar saaraa jahaa.n royaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
kaThin hai kaam to himmat se kaam le ai dil
bigaa.D kaam na mushkil samajh ke mushkil ko