SEARCH RESULTS
Showing search results for "vazaahat"
Ghazal MATCHES FOR "vazaahat"
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ham se ayyaam kii gardish nahii.n dekhii jaatii
KHair ham is kii vazaahat nahii.n karne vaale
Aqib Sabir
Ghazal
fazaa me.n vahshat-e-sa.ng-o-sinaa.n ke hote hu.e
qalam hai raqs me.n aashob-e-jaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
karte hai.n musalsal mire iimaan pe tanqiid
KHud apne aqiido.n kii vazaahat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
nahii.n zaruurii ki har baat kii vazaahat ho
kahii.n kahii.n pe ye ib.haam KHuubsuurat hai
Maqsood Wafa
Ghazal
ye kam nahii.n hai vazaahat mirii asiirii kii
paro.n ke rang tah-e-daam chho.D aayaa huu.n
Ejaz Rahmani
Ghazal
likhne vaalo.n ne to hone kaa sabab likkhaa hai
mai.n ne hone ko na hone kii vazaahat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
mohmal hai na jaane.n to, samjhe.n to vazaahat hai
hai ziist faqat dhokaa aur maut haqiiqat hai
Quaiser Khalid
Ghazal
ko.ii shikva na shikaayat na vazaahat ko.ii
mez se bas mirii tasviir haTaa dii us ne
Tariq Qamar
Ghazal
vo dekhtaa hai vazaahat-talab nigaaho.n se
mai.n chaahtaa huu.n ishaara samajh liyaa jaa.e
aqeel nomani
Ghazal
sulh ke baa'd mohabbat nahii.n kar saktaa mai.n
muKHtasar ye ki vazaahat nahii.n kar saktaa mai.n
Anjum Saleemi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
salaamat hai ko.ii KHvaahish na ko.ii yaad zinda
bataa ai shaam vahshat ke sivaa kyaa rah gayaa hai