SEARCH RESULTS
Showing search results for "vijay"
Sher MATCHES FOR "vijay"
Sher
Vijay Sharma
Sher
mai.n bahut duur se aaya huu.n ik ummiid liye
baiThne mat do magar naam to batlaane do
Vijay Sharma
Sher
ye bahs chho.D ke kitnii hasiin hai duniyaa
tuu ye bataa ki teraa dil kahii.n lagaa ki nahii.n
Vijay Sharma
Sher
na.ii nahii.n hai ye tanhaa.ii mere hujre kii
maraz ho ko.ii bhii hai chaaraagar se Dar jaanaa
Vijay Sharma
Sher
Vijay Sharma
Sher
talKH lagtii hai har ik baat tumhe.n kyaa maa'luum
kaise kaTtii hai mirii raat tumhe.n kyaa maa'luum
Vijay Bahadur Vijay
Sher
sach hai ki mohabbat me.n nahii.n ko.ii kisii kaa
paiGaam zamaane ko mai.n detaa huu.n KHushii kaa
Vijay Bahadur Vijay
Sher
gar mujh ko miTaanaa thaa miTaa dete KHushii se
anjaam 'vijay' soch to lete vo badii kaa