SEARCH RESULTS
Showing search results for "vijay"
Ghazal MATCHES FOR "vijay"
Ghazal
baato.n baato.n me.n hii unvaan badal jaate hai.n
kitnii raftaar se insaan badal jaate hai.n
Vijay Sharma
Ghazal
Vijay Sharma
Ghazal
biite vaqt kaa chehra Dhuu.nDhtaa rahtaa hai
dil paagal hai kyaa kyaa Dhuu.nDhtaa rahtaa hai
Vijay Sharma
Ghazal
zaKHm mahsuus na ho nii.nd zaraa aane do
phir kisii KHvaab me.n mar jaa.uu.n to mar jaane do
Vijay Sharma
Ghazal
ishq ne barbaad kar dii zindagii haa.e re ishq
kam hu.ii phir bhii na us kii dil-kashii haa.e re ishq
Vijay Arun
Ghazal
nam aa.nkho.n me.n kyaa kar legaa Gussa dekhe.nge
os ke uupar chi.ngaarii kaa lahja dekhe.nge
Vijay Sharma
Ghazal
za.iif ruuh hu.ii par badan Dhalaa ki nahii.n
ke tere des teraa raasta banaa ki nahii.n
Vijay Sharma
Ghazal
Vijay Sharma
Ghazal
Vijay Arun
Ghazal
tire Guruur mire zabt kaa savaal rahaa
bikhar bikhar ke tujhe chaahnaa kamaal rahaa
Vijay Sharma
Ghazal
vahii nibaah ke kaa.nTe vahii gulaab ke phuul
mere nasiib me.n kab aa.e mere KHvaab ke phuul
Vijay Sharma
Ghazal
tamaam dard kisii lai me.n gungunaate hu.e
vo kho gayaa kahii.n shiv-ranjinii sunaate hu.e
Vijay Sharma
Ghazal
'vijay' KHush hai tujhe hii dekh kar bas
nahii.n hai.n KHvaab me.n to titliyaa.n bhii
Vijay Potter Singhadiya
Ghazal
'vijay' kaa pyaar hii thaa vo to keval
yahaa.n to TuuTtii hai.n shaadiyaa.n bhii
Vijay Potter Singhadiya
Ghazal
naam hii meraa 'vijay' hai dhyaan rakhnaa
suiT kartii hii nahii.n hai haar mujh par