SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaaG"
Sher MATCHES FOR "zaaG"
Sher
samjhe hai.n ahl-e-sharq ko shaayad qariib-e-marg
maGrib ke yuu.n hai.n jamaa ye zaaG o zaGan tamaam
Hasrat Mohani
Sher
ye ajiib maajraa hai ki ba-roz-e-iid-e-qurbaa.n
vahii zab.h bhii kare hai vahii le savaab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Sher
Gulzar Dehlvi
Sher
mai.n ajab ye rasm dekhii mujhe roz-e-iid-e-qurbaa.n
vahii zab.h bhii kare aur vahii le savaab ulTaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
tuu aayaa lauT aayaa hai guzre dino.n kaa nuur
chehro.n pe apne varna to barso.n kaa za.ng thaa
Amir Hamza Saqib
Sher
mire badan pe zamaano.n kii za.ng hai lekin
mai.n kaise dekhuu.n shikasta hai aa.ina meraa
Asad Badayuni
Sher
kufr-o-dii.n ke qaa.ede dono.n adaa ho jaa.e.nge
zab.h vo kaafir kare mu.nh se kahe.n takbiir ham
Naseem Dehlvi
Sher
pher laataa hai KHat-e-shauq miraa ho ke tabaah
zab.h kar Daaluu.ngaa ab kii jo kabuutar bahkaa
Rind Lakhnavi
Sher
daad kab paate hai.n us 'miir' kii diivaanii se
zang-aaluud taKHayyul se kharo.nche hu.e sher
Haseebul Hasan
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
KHushk gul phir bhii kitaabo.n me.n bhale lagte hai.n
zang lag jaa.e to talvaar burii lagtii hai