SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaaG"
Ghazal MATCHES FOR "zaaG"
Ghazal
samjhe hai.n ahl-e-sharq ko shaayad qariib-e-marg
maGrib ke yuu.n hai.n jam.a ye zaaG o zaGan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
intiKHaab-e-ahl-e-gulshan par bahut rotaa hai dil
dekh kar zaaG-o-zaGan ko KHushnavaa.o.n kii jagah
Habib Jalib
Ghazal
hai is me.n raqam haal-e-siyah-baKHtii-e-aashiq
ye naama ko.ii baa.ndh do ab zaaG ke par me.n
Shah Naseer
Ghazal
zaaG o zaGan kii suurat ma.nDlaayaa aa ke paiham
custodian ne dekhaa jab aashiyaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
daur aayaa hai ajab 'anjum' yahaa.n hoshyaar-baash
zaaG hai maKHduum aur KHaadim yahaa.n shahbaaz hai
Mushtaq Anjum
Ghazal
vo shaaKH shaaKH niile piile laal rang kyaa hu.e
tamaam dasht ke parind zaaG ban ke rah ga.e
Alam Khursheed
Ghazal
zaGan-o-zaaG kii gulshan me.n sadaa hai har suu
murG-e-KHush-naGma na aavaaz sunaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
KHaashaak se KHizaa.n me.n rahaa naam baaG kaa
varna to har daraKHt pe qabza hai zaaG kaa
Ejaz Gul
Ghazal
vasf likkhe jo tire gore badan ke mai.n ne
ho ga.ii zaaG-e-qalam kii vahii.n minqaar safed
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Kamal Salarpuri
Ghazal
kyo.n andaliib chup hai sabaa maajraa hai kyaa
gulshan me.n ho rahii hai jo zaaG-o-zaGan kii baat
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
KHaal-e-mashshaata banaa kaajal kaa chashm-e-yaar par
zaaG ko bahr-e-tasadduq rakh sar-e-biimaar par