SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabaan-e-khanjar-e-qaatil"
Sher MATCHES FOR "zabaan-e-khanjar-e-qaatil"
Sher
kyuu.n shariik-e-Gam banaate ho kisii ko ai 'qatiil'
apnii suulii apne kaa.ndhe par uThaa.o chup raho
Qateel Shifai
Sher
tark-e-vafaa ke baa'd ye us kii adaa 'qatiil'
mujh ko sataa.e ko.ii to us ko buraa lage
Qateel Shifai
Sher
Ameer Minai
Sher
Aale Ahmad Suroor
Sher
Imdad Imam Asar
Sher
zer-e-KHanjar mai.n ta.Daptaa huu.n faqat is vaaste
KHuun meraa u.D ke daaman-giir ho jallaad kaa
Jaleel Manikpuri
Sher
huu.n tishna-kaam-e-dasht-e-shahaadat zi-bas ki mai.n
girtaa huu.n aab-e-KHanjar-o-shamshiir dekh kar
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
Obaidullah Aleem
Sher
tiir-e-qaatil ko kaleje se lagaa rakkhaa hai
ham to dushman ko bhii aaraam diye jaate hai.n
Bekhud Dehlvi
Sher
jo zamii.n kuucha-e-qaatil me.n nikaltii hai na.ii
vaqf vo bahr-e-mazaar-e-shohadaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Sher
hazrat-e-'daaG' hai ye kuucha-e-qaatil uThiye
jis jagah baiThte hai.n aap to jam jaate hai.n
Dagh Dehlvi
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
nazzaara-e-qaatil ne kiyaa mahv ye ham ko
gardan pe chamaktii hu.ii shamshiir na suujhii
Muzaffar Ali Aseer
Sher
kuu-e-qaatil me.n basegii na.ii duniyaa ik aur
rose hotaa hai nayaa shahr-e-KHamoshaa.n aabaad