SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabaan-e-khanjar-e-qaatil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zabaan-e-khanjar-e-qaatil"
Ghazal
rahaa na hogaa miraa shauq-e-qatl be-tahsii.n
zabaan-e-KHanjar-e-qaatil ne daad dii hogii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Kundan Aravali
Ghazal
shabiih-e-KHanjar-e-qaatil banaa kar
rakkhii siine me.n ham ne dil banaa kar
Mirza Asman Jah Anjum
PAGE MATCHES FOR "zabaan-e-khanjar-e-qaatil"
MORE MATCHES FOR "zabaan-e-khanjar-e-qaatil"
Ghazal
abhii aur tez kar le sar-e-KHanjar-e-adaa ko
mire KHuu.n kii hai zaruurat tirii shoKHi-e-hinaa ko
Ali Sardar Jafri
Ghazal
tiir o kamaan, KHanjar o talvaar ban ga.e
dushman milaa to haath bhii hathiyaar ban ga.e
Mukhtar Javed
Ghazal
aashiqii sheva-e-rindaan-e-balaa-kash hai miyaa.n
vaj.h-e-shaa.istagii-e-KHanjar-e-qaatil rahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kuchh is ke sivaa aur bhii ilzaam bahut the
kab muntazir-e-KHanjar-e-qaatil nahii.n Thahraa
Shafiq Saleemi
Ghazal
kaam apnaa to tamaam kiyaa yaas ne 'havas'
jii ishtiyaaq-e-KHanjar-e-qaatil me.n rah gayaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
dil kii taskiin kaa saamaan bhii ho jaa.egaa
jauhar-e-KHanjar-e-qaatil pe bharosa kiije
Shadan Badayuni
Ghazal
vo zer-e-KHanjar-e-qaatil na thaa guluu ko.ii
vo ik KHayaal thaa jis ko shahiid karte rahe

