SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabaan-e-qaal"
Sher MATCHES FOR "zabaan-e-qaal"
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
kal 'naziir' us ne jo puuchhaa ba-zabaan-e-punjab
neh vich me.nDii a kii haal-e-tusaadaa ve miyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Sher
tire suKHan me.n ai naaseh nahii.n hai kaifiyyat
zabaan-e-qulqul-e-miinaa sii.n sun kalaam-e-sharaab
Siraj Aurangabadi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
achchhaa hu.aa zabaan-e-KHamoshii na tum pa.Dhe
shikve mire vagarna rulaate tumhe.n bahut
Deepak Purohit
Sher
zabaan-e-dil se ko.ii shaa.irii sunaataa hai
to saama.iin bhulaate nahii.n kalaam us kaa
Anwar Shuoor
Sher
bajaa kahe jise aalam use bajaa samjho
zabaan-e-KHalq ko naqqaara-e-KHudaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
urdu jise kahte hai.n tahziib kaa chashma hai
vo shaKHs mohazzab hai jis ko ye zabaa.n aa.ii
Ravish Siddiqi
Sher
hadiis-e-dil ba-zabaan-e-nazar bhii kah na sakaa
huzuur-e-husn ba.Dhii aur bebasii merii
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
tiraa nizaam hai sil de zabaan-e-shaa.er ko
ye ehtiyaat zaruurii hai is bahar ke liye
Dushyant Kumar
Sher
Munawwar Rana
Sher
payaam-bar na mayassar hu.aa to KHuub hu.aa
zabaan-e-Gair se kyaa sharh-e-aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
Sher
raaz-e-nihaa.n zabaan-e-aGyaar tak na pahu.nchaa
kyaa ek bhii hamaaraa KHat yaar tak na pahu.nchaa
Momin Khan Momin
Sher
qaa.em mai.n Gazal taur kiyaa reKHta varna
ik baat lachar sii ba-zabaan-e-dakanii thii